Channel: Pro Fit Official
Category: Howto & Style
Tags: kabz kyun hota haikabj ka ilajfiber ki kami se kya hota haiunani nuskhefiber kya hai
Description: Dosto fiber ka sidha connection hamare pachan prakriya se hota hai or jab tk ki pachan thik na ho tb tk,,, achhi fitness , sharir me furti or takat, saf or glowing skin or sharir se badhi hui chadbi ko ghata pana bilkul bhi possible nhi hai...kyun ki jis trah se hamare sharir ko protein fat CARBOHYDRATE VITAMINs or dusre nutrients ki jarurat hoti hai usi hi fiber bhi sharir ko thik trah se kam krne ke lie bahot jaruri hota hai... lekin afsos ki bat ye hai ke jane anjane me aaj log jistra ka khana khate hain usme fiber ki bahot hi kami payi jati hai or jiski wajah se samasy ke sath sath pachan shakti kmjor hone lagti hai or khoon me bhi ashuddhiya badhne lagti hai jisse ki sharir ka santulan puri trah se bigad jata hai or kai trah ki nayi nayi bimaryan shuru hone lagti hai... Islie aajke is video me hum janenge ke Akhir Fiber hota kya hai... Iski ki kami hone se sharir me kon kon si samasya shuru hone lagti hain Fiber ki kami ko kis trah se pura kiya ja sakta hai... Hamre sharir ko din bhar me kitne fiber ki jarurat hoti hai... पानी पीने की सही तरीका (pani kab kitna or kaise pina chahie) 🥛 DISCLAIMER : the information provided on this channel and its video is for educational purpose only and shouldn't to be considered as professional advice. Copyright Disclaimer under section 107 of the copyright act 1976 allowance is made for "fair use" for purpose such as criticism, comment, new reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour ...